Fawad Alam to sirf ek bahana hai.
Asli maqsad Younis Khan ki lena hai
Wo jo abhi shor macha rahe hai
Wo jo abhi kah rahe he palak man kaha gaya
Wo log kaha the jab 3 din tak team jeet rahi thi
Tab Alam ka alam yaad nahi aaya
Tab Razzaq ka nahi hona yaad nahi aaya
Yeh sirf bhootpoorv hone ka ahsas dilane bhar ka prayas hai
Asli maqsad team ki madad karna nahi balki
uska manobal girana hai....
Moin Khan aur Nawaz ko laga diarrohea hai
Peeche se nikalne ke bajai mooh se nikal rahe hai
Younis ne unko andekha karna hai
aur doosre test ko jeetne ka plan jo karna hai...

1 Perspectives:
Sam kya baat hai janaab . ab to aap cha gaye .. lajawaab kavita . kuch channdon mein aap ne to PCB ki ek kar di ...
BTW I have written a small post on John Buchanan new book . If you can spare a few minutes . http://sillypoint1.blogspot.com
Thanks
Post a Comment